"Dunia jise is k khaalik ne bari muhabbat sey
takhleek kia hay Allah noor-us-samawatul arz, is
roshni ki misaal aisi hay jaise
ek taaq , is men ek charaagh, charaagh dharaa
ek sheeshay men sheesha ek taara hay jhamakta,
tail jalta hay,is men ek darakht
barkat k say, wo zaitoon hay,na sooraj
nikalnay ki taraf, na dooubnay ki raraf,
lagtaa hay k us ka tail sulag uthay, abhi na
lagi ho is ko aag roshni par roshni , Allah raah detaa hay apni
roshni ki jis ko chaahay."
"ZINDAGI

No comments:
Post a Comment